Article Mobile View » AIUSSA
×

“ Hello, tester3  test please, go to “create new” menu and follow next steps to register or create new related to options. But, kindly note that, “Create New” is not normally open to all & has some restrictions as per user grade & type."

logo

Article Mobile View

Mobile View

Type: Article
Created By: Goutam Kumar Jena
Title: Bk Murali July 2017
Unique Id: 170802103018 Create Time: 2017-08-02 21:30:18 Update Time: 02-08-2017 23:44:38 Category: Religion, Ethics , Spirituality & New Age Subcategory: Brahmakumari Murali Summary: Satya Shree Trimurti Shiv Bhagawanubach Shrimad Bhagawat Geeta for July 2017 ( Daily Murali - Brahmakumaris - Magic Flute )
Table of Content of This Article
Details ( Page:- 1st July 2017 )

Mithe bacche - Shiv baba ki number one shrimat hai kisavere-savere ooth mujh Baap ko yaad karo to tumhara beda paar ho jayega.

Q- Udarchitt baccho ki nishaani kya hogi?

A- Baap auro ka bhi kalyan karte rahenge. Daan karne ka soukhoga. Is samay jo daan karte hain unhe he punya milta hai.

2- Udarchitt baccheBholanath baba jaise frank dil honge. Way yagyan me Dadhichi rooshi mishalhaddiyan denge.

Dharna ke liye mukhya saar

1) Ek Baap se sachcha-sachcha love rakhna hai. Kaliyugipatit sambandho se buddhi yog hata dena hai. Is poorani duniya se behad kabairagya rakhna hai.

2) Hum saarey biswa me luckiest bacche hain, jo Baap sebarsha lete hain, isi nashe me rehna hai. Frank dil banna hai.

Vardaan- Parakhne ki shakti dwara kusang wa byarth sang se bachnewale shaktishali aatma bhava.

Explain---Kai bacche kusang arthat burey sang se tobach jaate hain lekin byarth sang se prabhavit ho jaate hain, kyunki byarthbaatein ramanik aur bahaar se akarshit karne wali hoti hai isiliye Bapdada kishiksha hai - na byarth suno, na byarth bolo, na byarth karo, na byarth dekho,na byarth socho. Aise shaktishali bano jo Baap ke sivaye aur koi bhi sang karang prabhavit na kare. Parakhne ki shakti dwara kharab wa byarth sang ko pehlese he parakhkar parivartan kar do- tab kahenge shaktishali aatma.

Slogan - - Sada halkepan ka anubhav karna hai to baalak aurmaalikpan ka balance rakho.




End of Page